Posts

Showing posts from February, 2017

BBQ AND SEARCH

If we barbecue 3 skewers and the kebab or pieces get burnt or stay raw, will it be correct to barbecue 4 skewers immediately... ... ... The fire in the coal can be seen but usually we do not identify the fire in the heart and mind... FIND THE PEACE IN YOUR HEART AND MIND!!! Urdu Version BBQ AUR TALAASH!!! BBQ ke liye agar 3 seekhain lagaii jaaein aur aanch yaa aag tez honay ki wajah sey kabab yaa botiyaan jal jaaein yaa kacchi pakki utar jaaein to kya agli dafa foran 4 seekhain lagana sahi hoga... ... ... Koilay main lagi aag nazar aati hai lekin dil o dimaag main lagi aag ka to aksar khud ko bhi pata nahi chalta... ... ... DIL O DIMAAGH KA SUKOON TALAASH KARO!!!

WHAT AND HOW?

I have seen usually, but I especially saw in the Past Paper Workshop that the reason for failure in exams is not because of lack of time but because of a lack of direction. Usually, students do not know HOW to do... They understand and do WHAT needs to be done but HOW lacks... And when you tell them, I do not know why they do not do how they are told. Urdu Version Wesay tou aam tor se par Past Paper Workshop mein khaas tor se mein ne dekha hai ke imtehaan mein naakaami ki bari wajah waqt ki kami nahi balkay simth (direction) ki kami hai... aksar students ko pata hi nahi hota keh "KESAY" karna hai... "KIA" tou woh samajh aur kar bhi letay hain par "KESAY" ki bari kami hai... aur batao tou bhi pata nahi kiun wesay nahi kartay jesay kaha jata hai.